| [00:07.95] |
Teri aankhon ki namkeen mastiyan |
| [00:11.00] |
Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan |
| [00:15.00] |
Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan |
| [00:18.00] |
Nahi bhoolunga main |
| [00:20.00] |
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan |
| [01:23.00] |
|
| [00:33.00] |
Tera haath se haath chhodna |
| [00:35.92] |
Tera saayon se rukh modna |
| [00:38.00] |
Tera palat ke phir na dekhna |
| [00:41.00] |
Nahin maaf karunga main |
| [00:43.00] |
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan |
| [00:46.00] |
|
| [00:58.00] |
Baarishon mein bedhadak tere naachne se |
| [01:01.00] |
Baat baat pe bewajah tere roothne se |
| [01:04.50] |
Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se |
| [01:08.00] |
Mohabbat karunga main |
| [01:10.00] |
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan |
| [01:13.75] |
|
| [01:35.00] |
Tere jhoothe kasme vaadon se |
| [01:38.00] |
Tere jalte sulagte khwabon se |
| [01:40.96] |
Teri be-raham duaaon se |
| [01:43.00] |
Nafrat karunga main |
| [01:45.00] |
Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan |
| [01:48.00] |
|