[00:07.95]Teri aankhon ki namkeen mastiyan [00:11.00]Teri hansi ki beparwaah gustakhiyaan [00:15.00]Teri zulfon ki leharaati angdaiyaan [00:18.00]Nahi bhoolunga main [00:20.00]Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan [01:23.00] [00:33.00]Tera haath se haath chhodna [00:35.92]Tera saayon se rukh modna [00:38.00]Tera palat ke phir na dekhna [00:41.00]Nahin maaf karunga main [00:43.00]Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan [00:46.00] [00:58.00]Baarishon mein bedhadak tere naachne se [01:01.00]Baat baat pe bewajah tere roothne se [01:04.50]Chhoti chhoti teri bachkani badmashiyon se [01:08.00]Mohabbat karunga main [01:10.00]Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan [01:13.75] [01:35.00]Tere jhoothe kasme vaadon se [01:38.00]Tere jalte sulagte khwabon se [01:40.96]Teri be-raham duaaon se [01:43.00]Nafrat karunga main [01:45.00]Jab tak hai jaan, jab tak hai jaan [01:48.00]