| Main thak gaya tha | |
| Socha tha so jaaun | |
| Tere aanchal mein rota jaaun | |
| Meri jebe khaali hai | |
| Bas dhundali yaade hai | |
| Wahi teri baatein aur tera pyaar | |
| Is jeevan se pyaar karta nahin | |
| Aur marne se main to darta nahin | |
| Sab kuch bhulne baad | |
| Mujhe ab talak hai yaad | |
| Wahi teri baatein aur tera pyaar | |
| Maa main haara nahin | |
| Raato ke andhero se | |
| Main haara nahin | |
| Chhahe bhukh ho aur pyaas | |
| Main haara nahin | |
| Main haara nahin | |
| Mere saath tera vishwas | |
| Maine maangi thi suraj ki boondein | |
| Megho ke saaye mujhe dhoonde | |
| Khushiyon ka pal jo ruka | |
| Main na toota na jhuka | |
| Meri himmat teri baatein tera pyaar | |
| Maa main haara nahin | |
| Aandhi se toofano se | |
| Main haara nahin | |
| Mat ho na tu udaas | |
| Main haara nahin | |
| Samay se insaano se | |
| Main haara nahin | |
| Mere saath tera vishwas | |
| Maa main haara nahin | |
| Mujhe yaad hai mera bachpan | |
| Aur woh kaali sooni raat | |
| Mujhe yaad hai kya galat tha kya sahi | |
| Aur usse bhi zayda mujhe yaad aaye tera pyaar | |
| Par main haara nahin | |
| Haara nahin | |
| Main haara nahin | |
| Raato ke andhere se | |
| Main haara nahin | |
| Mat ho na tu udaas | |
| Main haara nahin | |
| Samay se insaano se | |
| Main haara nahin | |
| Mere saath tera vishwas | |
| Maa main haara nahin | |
| Maa main haara nahin | |
| Haara nahin haara nahin haara nahin | |
| Mere saath tera vishwas |