| [00:00.00] | Naachan laagyo re bairagi mann |
| [00:05.81] | Arey bhaagan laagyo re bairagi bann |
| [00:24.14] | Hai saath aayein wo mann mein samaayein |
| [00:27.13] | Wo unko jo bhaaye wo hum lenge |
| [00:30.40] | Hai jaan se pyaare saajan ji humaare |
| [00:32.98] | Unke liye kuch bhi kar denge |
| [00:38.89] | Hai saath aayein wo mann mein samaayein |
| [00:41.90] | Wo unko jo bhaaye wo hum lenge |
| [00:44.84] | Hai jaan se pyaare saajan ji humaare |
| [00:47.86] | Unke liye kuch bhi kar denge |
| [00:53.36] | Thoda meetha-teekha lete chalein |
| [00:56.38] | Jo unko pasand ho lete chalein |
| [00:59.34] | Thodi gunjiya-wunjiya lete chalein |
| [01:02.24] | O thodi barfi-warfi lete chalein |
| [01:05.61] | Aaj unse kehna hai humein |
| [01:11.42] | Aaj unse kehna hai humein |
| [01:24.73] | Prem ratan dhan paayo |
| [01:27.20] | Prem ratan dhan paayo |
| [01:29.47] | Aaj mann bhar aayo, prem ratan.. |
| [01:34.77] | Prem ratan dhan paayo maine |
| [01:37.17] | Prem ratan dhan paayo |
| [01:39.72] | Prem ratan dhan paayo |
| [01:42.00] | Prem ratan dhan paayo |
| [01:44.35] | Aaj mann bhar aayo, prem ratan.. |
| [01:49.44] | Prem ratan dhan paayo maine |
| [01:52.70] | Prem ratan dhan paayo |