|
Chup chup rehte hain hum pyar mein - |
|
Dil jaaye chaahe jaaye jaan pyar mein |
|
Chup chup rehte hain hum pyar mein - |
|
Dil jaaye chahe jaaye jaan pyar mein |
|
Chup chup rehte hain hum pyar mein |
|
Pyar hi deta hain karaar dil ko |
|
Pyar ki kare bekaraar dil ko |
|
Kat jaaye umar yeh chahe - |
|
Intezaar mein |
|
Chup chup rehte hain hum pyar mein |
|
Dil ko toh gaana hain yehi pyar ke |
|
Mile bewafaa aakhir meet pyar ke |
|
Tuut jaaye dil yeh chahe - |
|
Ek baar mein |
|
Chup chup rehte hain hum pyar mein |
|
Pyar mein toh kabhi kabhi dard hain hazaar |
|
Pyar de kabhi dil ko chain beshumaar |
|
Deewane jeete hi jeete - |
|
Is haal mein |
|
Chup chup rehte hain hum pyar mein - |
|
Dil jaaye chahe jaaye jaan pyar mein |
|
Chup chup rehte hain hum pyar mein. |