Meherbaan

Meherbaan Lyrics

Song Meherbaan
Artist Ash King
Artist Shilpa Rao
Artist Shekhar Ravjiani
Album Bang Bang
Download Image LRC TXT
[ar: Ash King, Shilpa Rao & Shekhar Ravjiani]
[ti: Meherbaan]
[al: Bang Bang (2014)]
[00:12.75] Ye aa ya-ya ya-ya...
[00:24.00] Dil ki maange thodi thi kam
[00:29.70] Har duaa bhi thodi maddham
[00:35.72] Tune kaandhe pe sar jhukaaya jab
[00:40.32] Jaise dargah pe baandhe dhaage tab
[00:45.89] Bina maange hi mill gaya hai sab
[00:52.07] Meherbaan hua hua
[00:54.63] Meherbaan hua hua
[00:57.83] Meherbaan.. hua
[01:01.32] Meherbaan hua Rab
[01:03.11] Meherbaan.. hua
[01:06.16] Meherbaan hua Rab
[01:09.40] Duaa rang rangiya yun malang laal laal rang
[01:13.53] Rooh ki patang baandhi tere sang
[01:16.37] Tab hi toh laga
[01:18.57] Meherban hua Rab
[01:21.89] O din ye sehre sa saja
[01:24.77] Meherbaan huaa Rab
[01:28.37] Ye aa ya-ya ya-ya...
[01:38.38]
[01:40.82]
[01:42.69]
[01:47.82]
[01:51.80] Haathon ko tere apne
[01:54.63] Haathon mein le leti hoon
[01:57.55] Ke taqdeerein apni saari padh loon
[02:03.02] Aankhon mein tere chhupte
[02:06.31] Armaan main dhoondhta hoon
[02:09.23] Bas tu soche, aur poore main kar doon
[02:16.36] Abhi abhi toh hum adhoore thhe
[02:18.98] Poore ho gaye tere roobaroo
[02:21.33] Oo.. ye bhi deekhe na
[02:23.72] Kahaan main khatam, kahaan tu shuru
[02:26.61] Aankhein teri (aankhein teri)
[02:29.81] Girti hain jab (girti hain jab)
[02:33.13] Ab to neendein aati hain tab
[02:38.66] Humko lagta hai kuch dino se ab
[02:42.93] Tu ibaadat hai, tu hi hai mazhab
[02:49.68] Bewajah kaise, kyu, kahaan aur kab
[02:55.22] Meherban hua hua
[02:57.56] Meherban hua hua
[03:00.55] Meherban.. hua
[03:03.43] Meherban hua Rab
[03:06.01] Meherban.. hua
[03:09.35] Meherban hua Rab
[03:14.23]
[03:17.25]
[03:20.06]
[03:22.35]
[03:37.21] Rab ne banaaya sabko
[03:39.66] Par kaun bataaye Rab ko
[03:42.42] Mar ke tum pe, hum saans lete hain
[03:47.07] Rab se karun jo duaayein
[03:51.47] Ab ye tujhi tak jaayein
[03:54.30] Tu jo sun le toh sunta ye Rab hai..
[04:00.88] Jaane naa jahaan
[04:02.67] Jaane hai kahaan
[04:04.67] Mili thi meri teri haan me haan
[04:07.24] Sach hai yahi tujh sa kahin
[04:09.81] Nahin hai nahin
[04:12.73] Meri raahein aayein tujh tak
[04:17.54] Iss janam se har janam tak
[04:23.20] Waqt ko rokein aa zara sa ab
[04:27.67] Usko samjha dein ishq ka matlab
[04:34.51] Chhod ke zidd ye maan lega ab
[04:40.06] Meherbaan hua hua
[04:42.76] Meherbaan hua hua
[04:45.55] Meherbaan.. hua
[04:48.58] Meherbaan hua Rab
[04:52.00] Meherbaan.. hua
[04:54.56] Meherbaan hua Rab
[04:57.87] Meherbaan.. hua
[05:00.82] Meherbaan hua Rab
[05:03.59]
Meherbaan Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)