Ek Tha Raja

Ek Tha Raja Lyrics

Song Ek Tha Raja
Artist Hariharan
Album Virasat
Download Image LRC TXT
Hey Ek Aisa Tha Raja
Ek Tha Gaaw Jaha Ka
Ek Aisa Tha Raja
Sabke Dilo Mein Vo Rahta Tha
Uske Jaisa Koi Nahi Tha
Ek Tha Gaaw Jaha Ka
Ek Aisa Tha Raja
Sabke Dilo Mein Vo Rahta Tha
Uske Jaisa Koi Nahi Tha
Gaaw Mein Sabhi Ke Chehare
Phulo Ki Tarah Khilte The
Gaaw Mein Sabhi Ke Chehare
Phulo Ki Tarah Khilte The
Khushiyo Bhari Thi Duniya
Pyar Ke Diye Jalte The
Har Ghar Uska Tha Apna Ghar
Sabke Liye Wo Ek Barabar
Sukh Aur Dukh Mein
Sabka Saathi Wo Banata Tha
Uske Rahte Har Din Mela Tha
Ek Tha Gaaw Tha Jaha Ka
Ek Aisa Tha Raja
Ek Tha Gaaw Jaha Ka
Ek Aisa Tha Raja
Sabke Dilo Mein Vo Rahta tha
Uske Jaisa Koi Nahi Tha
Ek Tha Gaaw Jaha Ka
Ek Aisa Tha Raja.
Ek Tha Raja Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)