Hum Bhool Gaye - Chitra

Hum Bhool Gaye - Chitra Lyrics

Song Hum Bhool Gaye - Chitra
Artist K.S. Chithra
Album Aks
Download Image LRC TXT
Ham bhul gaye hain rakh ke kahi
Woh chiz jise dil kehte the
Woh chiz jise dil kehte hai
Ham bhul gaye hain rakh ke kahi
Woh chiz jise dil kehte the
Woh chiz jise dil kehte hai
Ham bhul gaye hain rakh ke kahi
Umid bhi ajnabi lagti hai
Aur dard paraya lagta hai
Umid bhi ajnabi lagti hai
Aur dard paraya lagta hai
Aayine me jisko dekha
Tha bichda huwa saya lagta hai
Aayine me jisko dekha
Tha bichda huwa saya lagta hai
Ham bhul gaye hain rakh ke kahi
Woh chiz jise dil kehte the
Woh chiz jise dil kehte hai
Ham bhul gaye hain rakh ke kahi
Naa janey kaha chhod
Aaye hai woh shaks
Jise ham jante the
Naa janey kaha chhod
Aaye hai woh shaks
Jise ham jante the
Aahat bhi sunayi deti
Nahi parchayi se
Ham pehchante the
Aahat bhi sunayi deti
Nahi parchayi se ham pehchante the
Ham bhul gaye hain rakh ke kahi
Woh chiz jise dil kehte the
Woh chiz jise dil kehte hai
Ham bhul gaye hain rakh ke kahi
Woh chiz jise dil kehte the
Woh chiz jise dil kehte hai
Ham bhul gaye hain rakh ke kahi.
Hum Bhool Gaye - Chitra Lyrics
YouTube Results (More on YouTube)