|
Main thak gaya tha |
|
Socha tha so jaaun |
|
Tere aanchal mein rota jaaun |
|
Meri jebe khaali hai |
|
Bas dhundali yaade hai |
|
Wahi teri baatein aur tera pyaar |
|
Is jeevan se pyaar karta nahin |
|
Aur marne se main to darta nahin |
|
Sab kuch bhulne baad |
|
Mujhe ab talak hai yaad |
|
Wahi teri baatein aur tera pyaar |
|
Maa main haara nahin |
|
Raato ke andhero se |
|
Main haara nahin |
|
Chhahe bhukh ho aur pyaas |
|
Main haara nahin |
|
Main haara nahin |
|
Mere saath tera vishwas |
|
Maine maangi thi suraj ki boondein |
|
Megho ke saaye mujhe dhoonde |
|
Khushiyon ka pal jo ruka |
|
Main na toota na jhuka |
|
Meri himmat teri baatein tera pyaar |
|
Maa main haara nahin |
|
Aandhi se toofano se |
|
Main haara nahin |
|
Mat ho na tu udaas |
|
Main haara nahin |
|
Samay se insaano se |
|
Main haara nahin |
|
Mere saath tera vishwas |
|
Maa main haara nahin |
|
Mujhe yaad hai mera bachpan |
|
Aur woh kaali sooni raat |
|
Mujhe yaad hai kya galat tha kya sahi |
|
Aur usse bhi zayda mujhe yaad aaye tera pyaar |
|
Par main haara nahin |
|
Haara nahin |
|
Main haara nahin |
|
Raato ke andhere se |
|
Main haara nahin |
|
Mat ho na tu udaas |
|
Main haara nahin |
|
Samay se insaano se |
|
Main haara nahin |
|
Mere saath tera vishwas |
|
Maa main haara nahin |
|
Maa main haara nahin |
|
Haara nahin haara nahin haara nahin |
|
Mere saath tera vishwas |