Sau Baras guzre raat hue Sau Baras guzre din hue Sau Baras guzre chaand dikhe Sau Baras guzre bin jiye Kyun pal. tehertha hai yeh Kyun wakth badaltha nahin hai Yeh raa.h soni hai kyun Kyun koi nikhaltha nahin hai Sau Baras guzre saans liye Sau Baras guzre bin jiye Palkein hai khwabon se khali. Dil hai ke bandh koi ghar. Kabhi rang the Nainon mein Kabhi dil ko lagte the par. Woh raat saheli meri Sab taare chura le gayi hai Woh dil. jo tha mera Ab woh bhi mera nahin hai Yeh kaffa mujhse yaar mere Kya patha kab yeh phir mili Hum toh charahon se jalke Baithe hai umeed mein. Kya jaane Yeh kiss ka Rahein intezar hamein… Koi. chule mejhe Kyun aakhir yeh lagta hai dil ko Saansein… bandh hai toh kya Abhi bhi dhadaktha hai dil toh Yeh thadap koi na. sune Na samjh yun hi Dil hai yeh Sau Baras guzre raat hue Sau Baras guzre din hue.e.he