Rashid Khan 、Suneel Darshan 、Javed Ali -Mutasir Written by:Rashid Khan/Suneel Darshan Is qadar aap se dil mutasir hua Is kadar aap se dil mutasir hua Aap ban gaye ho hamari dua Aap ban gaye ho hamari dua Ab to har saans lena sang aapke Dil ko bhaane lage hai rang aapke Aap humse kabhi hona na judaa Mere khuda mere khuda Hai ye dua mere khuda Is kadar aap se dil mutasir hua Ho chehra hayaa hai Baate sabaa hai Ankhe hai aaina Ankhe hai aaina Chehra hayaa hai Baate sabaa hai Ankhe hai aaina Ankhe hai aaina Noor se aapke maine jaana Kudrat ka maayna Kudrat ka maayna Aap ko paya toh roshan hua jahan Mere khuda mere khuda Hai ye dua mere khuda Is kadar aap se dil mutasir hua Mere khuda mere khuda Hai ye dua mere khuda Dilkash ada hai uff ba khuda hai Aisi hai sadagi aisi hai sadagi Dilkash ada hai uff ba khuda hai Aisi hai sadagi aisi hai sadagi Aapse saare mere nazaare Ho gai aashiqi ho gayi aashiqi Aap ki adaaye fir dil se jaye na Mere khuda mere khuda Hai ye dua mere khuda Is kadar aap se dil mutasir hua Aap ban gaye ho hamaari dua Ab to har saans lena sang aapke Dil ko bhaane lage hai rang aapke Aap humse kabhi hona na judaa Mere khuda mere khuda Hai ye dua mere khuda Is kadar Aap se dil Mutasir hua