Taaron ka chamakta gehna ho Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mehakti vaadi ho Us ghar mein khushali aaye Jis ghar mein tumhari shaadi ho Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mehakti vaadi ho Us ghar mein khushali aaye Jis ghar mein tumhari shaadi ho Yeh phool tumhare zevar hai Yeh chaand tumhara aaina Tum jab aise sharmati ho Dulhe ka dhadakta hai seena Har aaina tumko dekhe Tum toh aisi shehzadi ho Us ghar mein khushali aaye Jis ghar mein tumhari shaadi ho Meri behna hai phool baharon ka Meri behna hai noor nazaron ka Meri behna ke jaisi koi behna nahi Bina iske kahin bhi mujhe rehna nahi Jaise hai chaand sitaron mein Meri behna hai ek hazaron mein Hum jaise bhole bhaalo ki Yeh duniya toh hai dilwalo ki Yeh duniya hai dilwalo ki Yeh duniya hai dilwalo ki Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mehakti vaadi ho Us ghar mein khushali aaye Jis ghar mein tumhari shaadi ho Khushiyon ke mahalon mein baitho Koi gham na tumhare paas aaye Na umar ka pehra ho tumpe Meri dil ki dua yeh rang laaye Rab hasta hua rakhe tumko Tum toh hasne ki aadi ho Us ghar mein khushali aaye Jis ghar mein tumhari shaadi ho Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mehakti vaadi ho Us ghar mein khushali aaye Jis ghar mein tumhari shaadi ho Taaron ka chamakta gehna ho Phoolon ki mehakti vaadi ho Us ghar mein khushali aaye Jis ghar mein tumhari shaadi ho