Yaad kuch aata nahin, yeh hua kab se Ho gaya mushkil chhupaana raaz yeh sab se Tum kaho to maang loon main aaj kuch rab se Arre re arre yeh kya hua Koi na pehchaana Arre re arre banta hai to Ban jaaye afsaana Saamne hain raastein, hum guzar jaaye Ya kisi ke vaaste hum thaher jaaye Ab yahan tak aa gaye hain, ab kidhar jaaye Arre re arre yeh kya hua Koi na pehchaana Arre re arre banta hai to Ban jaaye afsaana