Shaam bhi koi jaise hai nadi Lehar-lehar jaise beh rahi hai Koi ankahi, koi ansuni Baat dheeme-dheeme keh rahi hai Kahin-na-kahin jaagi hui hai koi aarzoo Kahin-na-kahin, khoye hue se hain main aur tu Ke boom, boom, boom, para-para Hain khamosh dono Ke boom, boom, boom, para-para Hain madhosh dono Jo gumsum-gumsum hai ye fizayein Jo kehti-sunti hai yeh nigaahein Gumsum-gumsum hai ye fizayein Hai na? Suhani-suhani hai ye kahani Jo khamoshi sunati hai Jise tune chaha, hoga wo tera Mujhe woh ye batati hai Main magan hoon par na jaanun, kab aane waala hai wo pal Jab haule-haule, dheere-dheere khilega dil ka ye kanval Ke boom, boom, boom, para-para Hain khamosh dono Ke boom, boom, boom, para-para Hain madhosh dono Jo gumsum-gumsum hai ye fizayein Jo kehti-sunti hai yeh nigaahein Gumsum-gumsum hai ye fizayein Hai na? Ye kaisa samay hai, kaisa samaa hai Ke shaam hai pighal rahi Yeh sab kuch haseen hai, sab kuch jawan hai Hai zindagi machal rahi Jagmagati, jhilmilati palak-palal pe khwaab hai Sun, ye hawayein gungunaye, jo geet lajawab hai Ke boom, boom, boom, para-para Hain khamosh dono Ke boom, boom, boom, para-para Hain madhosh dono Jo gumsum-gumsum hai ye fizayein Jo kehti-sunti hai yeh nigaahein Gumsum-gumsum hai ye fizayein Hai na?