wo garmiyan ki raat wo jaade ki baat wo paani ka matka rasoi ke swaad sab satata hai mujhe ghar yaad aata hai mujhe saathi ik saath hai itni si baat hai wo ped wo aangan dikhana hai use kehta hai mann mujhe ghar yaad aata hai mujhe jin dilon mein raha main barson tak ek hissa un mein mera bhi tha phir wahin rehna hai mujhe ghar yaad aata hai mujhe sehme chaukhat pe khade mera mann ye kahe pyaar karna seekha tha tumse pyaar tumse phir paana hai kitni doge saza ak to de do duaa intezaar ak hai mujhe ghar yaad aata hai mujhe