O.. Pehle kabhi.. Na tune mujhe gham diya Phir mujhe.. Kyun tanha kar diya Guzaare the jo lamhe pyaar ke Hamesha tujhe apna maan ke To phir tune badli kyun ada, yeh kyun kiya Kabhi jo baadal barse Main dekhoon tujhe aankhein bharke Tu lage mujhe pehli baarish ki dua Tere pehlu mein reh loon Main khudko paagal keh loon Tu gham de ya khushiyaan, seh loon saathiya Aaa.. Saathiya.. Saathiya.. Hmm koi nahi.. Tere siwa mera yahaan Manzilein.. Hain meri to sab yahaan Mita de sabhi aaja faasle Main chahoon mujhe mujhse baant le Zara sa mujh mein tu jhaank le, main hoon kya.. Haan.. Kabhi jo baadal barse Main dekhoon tujhe aankhein bharke Tu lage mujhe pehli baarish ki dua Tere pehlu mein reh loon Main khudko paagal keh loon Tu gham de ya khushiyaan, seh loon saathiya Saathiya.. Aaa..