[00:15.00]O.. Pehle kabhi.. Na tune mujhe gham diya [00:24.00]Phir mujhe.. Kyun tanha kar diya [00:30.00]Guzaare the jo lamhe pyaar ke [00:34.00]Hamesha tujhe apna maan ke [00:38.00]To phir tune badli kyun ada, yeh kyun kiya [00:47.00] [01:05.00]Kabhi jo baadal barse [01:09.00]Main dekhoon tujhe aankhein bharke [01:13.00]Tu lage mujhe pehli baarish ki dua [01:20.95]Tere pehlu mein reh loon [01:24.88]Main khudko paagal keh loon [01:28.50]Tu gham de ya khushiyaan, seh loon saathiya [01:37.00] [01:50.98]Aaa.. Saathiya.. Saathiya.. [02:08.00] [02:09.00]Hmm koi nahi.. Tere siwa mera yahaan [02:18.00]Manzilein.. Hain meri to sab yahaan [02:24.79]Mita de sabhi aaja faasle [02:28.00]Main chahoon mujhe mujhse baant le [02:32.00]Zara sa mujh mein tu jhaank le, main hoon kya.. Haan.. [02:41.00] [02:59.70]Kabhi jo baadal barse [03:03.00]Main dekhoon tujhe aankhein bharke [03:07.00]Tu lage mujhe pehli baarish ki dua [03:15.00]Tere pehlu mein reh loon [03:19.00]Main khudko paagal keh loon [03:22.95]Tu gham de ya khushiyaan, seh loon saathiya [03:32.00] [03:36.00]Saathiya.. Aaa.. [03:48.50]