Saaye saaye phirte hain jidhar mudhoon Baithi hai ruswaiyaan bhi uske door Hoobehela phusla ke khudko Naseehatein karoon Jhooti moothi si tooti phooti si Ho dhundhli dhundli si Main toh idhar uhdar phiroon Roothi roothi si Harjaiyaan mila woh Hone ko juda kyun Parchaiyaan deke hi Mujhe woh gaya kyun Harjaiyaan mila woh Hone ko juda kyun Parchaiyaan deke hi Mujhe woh gaya kyun Gaya kyun Kandhe yeh bhaari se Dinko dho nahi paate aahan Chunti rahun main yeh lamhein Gir kyun hain jaate aahan Kyun bunti main raahun Kismat ke dhaage Kyun khud hi main chiloon Ho udhte udhte reham se Main minnatein karoon Jhooti moothi si toothi phooti si Ho kisko ab yeh padhi hai Main ukhdi ukdhi hoon Roothi roothi si Harjaiyaan mila woh Hone ko juda kyun Parchaiyaan deke hi Mujhe woh gaya kyun Harjaiyaan mila woh Hone ko juda kyun Parchaiyaan deke hi Mujhe woh gaya kyun Gaya kyun