Tune jo na kaha main woh sunta raha Khamaka bewaja khwaab bhunta raha ~~ Tune jo na kaha main woh sunta raha Khamaka bewaja khwaab bhunta raha Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is shehar mein na apna thikana raha Door chahat se main apni chalta raha Khamaka bewaja khwaab bhunta raha ~~ Dard pehle se hai zyada Khud se phir yeh kiya waada Khamosh nazrein rahe bezuban ~~ Ab na pehle si baatein hai Bolo toh lab thar tharatein hai Raaz yeh dil ka na ho bayaan Ho gaya ke asar koi hum pe nahi Hum safar mein toh hai humsafar hai nahi Door jaaha raha, paas aata raha Khamaka bewaja khwaab bhunta raha ~~ Aaya woh phir nazar aise Baat chidne lagi phir se Aankhon mein chubta kal ka dhuaan ~~ Haal tera na humsa hai Is khushi mein kyun gham sa hai Basne laga kyun phir woh jahaan Woh jahaan door jis se gaye the nikal Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal Lamha beeta hua dil dukhata raha Khamaka bewaja khwaab bhunta raha Tune jo na kaha main woh sunta raha Khamaka bewaja khwaab bhunta raha Jaane kiski humein lag gayi hai nazar Is shehar mein na apna thikana raha Door chahat se main apni chalta raha Bhuj gayi aag thi, daag jalta raha