[00:39.035]Tune jo na kaha main woh sunta raha [00:44.783]Khamaka bewaja khwaab bhunta raha [00:51.285]~~ [01:03.038]Tune jo na kaha main woh sunta raha [01:08.792]Khamaka bewaja khwaab bhunta raha [01:14.785]Jaane kiski humein lag gayi hai nazar [01:20.548]Is shehar mein na apna thikana raha [01:26.788]Door chahat se main apni chalta raha [01:32.789]Khamaka bewaja khwaab bhunta raha [01:39.541]~~ [01:57.541]Dard pehle se hai zyada [02:00.289]Khud se phir yeh kiya waada [02:03.790]Khamosh nazrein rahe bezuban [02:09.280]~~ [02:15.783]Ab na pehle si baatein hai [02:18.035]Bolo toh lab thar tharatein hai [02:21.284]Raaz yeh dil ka na ho bayaan [02:26.788]Ho gaya ke asar koi hum pe nahi [02:32.778]Hum safar mein toh hai humsafar hai nahi [02:38.792]Door jaaha raha, paas aata raha [02:44.788]Khamaka bewaja khwaab bhunta raha [02:51.545]~~ [03:27.662]Aaya woh phir nazar aise [03:30.169]Baat chidne lagi phir se [03:33.673]Aankhon mein chubta kal ka dhuaan [03:39.424]~~ [03:45.169]Haal tera na humsa hai [03:47.919]Is khushi mein kyun gham sa hai [03:51.671]Basne laga kyun phir woh jahaan [03:56.927]Woh jahaan door jis se gaye the nikal [04:02.671]Phir se aankhon mein karti hai jaise pehal [04:08.913]Lamha beeta hua dil dukhata raha [04:14.678]Khamaka bewaja khwaab bhunta raha [04:20.918]Tune jo na kaha main woh sunta raha [04:26.919]Khamaka bewaja khwaab bhunta raha [04:32.922]Jaane kiski humein lag gayi hai nazar [04:38.913]Is shehar mein na apna thikana raha [04:44.927]Door chahat se main apni chalta raha [04:50.921]Bhuj gayi aag thi, daag jalta raha