Ruk ruk ke kehte hain jhuk jhuk ke rehte hain Ruk ruk ke kehte hain jhuk jhuk ke rehte hain dil ka mizaaj ishqiya tanha hai logon mein logon mein tanhaayi dil ka mizaaj ishqiya choten bhi khaaye aur gungunaaye Aisa hi tha ye aisa hi hai ye masti mein rehta hai mastaana saudayi dil ka mizaaj ishqiya sharmeela sharmeela parde mein rehta hai dardon ke chhonke bhi chupke se sehta hai nikalta nahi hai gali se kabhi nikal jaaye to dil bhatak jaata hai are bachcha hai aakhir behek jaata hai khwaabon mein rehta hai bachpan se harjaai dil ka mizaaj ishqiya gusse mein bal khaana gairon se jal jaana mushkil mein aaye to vaadon se tal jaana ulajhne ki is ko yoon aadat nahi magar bewafa, sharafat nahi.. ye jazbaati ho ke chhalak jaata hai.. ishq mein hoti hai thodi si garmaai dil ka mizaaj ishqiya ruk ruk ke.. ishqiya jhuk jhuk ke.. ishqiya.. Ruk ruk ke kehte hain jhuk jhuk ke rehte hain ishqiya..