[ti:dil ka mizaaj ishqiya] [ar:vishal bhardwaj] [al:] [00:57.19]Ruk ruk ke kehte hain [01:00.38]jhuk jhuk ke rehte hain [01:10.84]Ruk ruk ke kehte hain [01:14.05]jhuk jhuk ke rehte hain [01:17.46]dil ka mizaaj ishqiya [01:31.19]tanha hai logon mein [01:34.04]logon mein tanhaayi [01:37.50]dil ka mizaaj ishqiya [01:50.91]choten bhi khaaye [01:54.26]aur gungunaaye [01:57.52]Aisa hi tha ye [02:00.99]aisa hi hai ye [02:07.70]masti mein rehta hai [02:10.75]mastaana saudayi [02:14.16]dil ka mizaaj ishqiya [02:53.95]sharmeela sharmeela [02:57.32]parde mein rehta hai [03:00.73]dardon ke chhonke bhi [03:03.89]chupke se sehta hai [03:07.14]nikalta nahi hai gali se kabhi [03:13.79]nikal jaaye to dil bhatak jaata hai [03:20.46]are bachcha hai aakhir behek jaata hai [03:30.58]khwaabon mein rehta hai [03:33.64]bachpan se harjaai [03:37.15]dil ka mizaaj ishqiya [04:21.84]gusse mein bal khaana [04:24.89]gairon se jal jaana [04:28.24]mushkil mein aaye to vaadon se tal jaana [04:34.19]ulajhne ki is ko yoon aadat nahi [04:40.93]magar bewafa, sharafat nahi.. [04:47.50]ye jazbaati ho ke chhalak jaata hai.. [04:57.78]ishq mein hoti hai thodi si garmaai [05:04.30]dil ka mizaaj ishqiya [05:21.79]ruk ruk ke.. ishqiya [05:28.45]jhuk jhuk ke.. ishqiya.. [05:35.41]Ruk ruk ke kehte hain [05:41.87]jhuk jhuk ke rehte hain [05:47.57]ishqiya..