[00:00.00] 作曲 : Arham Ishaq [00:24.42]Ghairon ki yeh baatien [00:26.94]Puchain [00:28.04]Kahan hai wo thi jo [00:30.43]Mere sath main [00:33.31]Din aur raat main [00:37.68]Nahi thi wo [00:40.65]Kabhi meri [00:42.61]Dikhi thi jo khari [00:45.57]Mere sath main [00:48.43]Intezaar main [00:52.73]Mujhse na kaho [00:55.64]Mujhse na kaho [00:59.63]Kisay milli tum ho [01:04.09]Kiya kar rahi aj kal ho [01:08.37]I don’t wanna know [01:10.81]Mujhse na kaho [01:14.85]Aisay hi rehnay do [01:19.49]Dukh hai mera [01:21.58]Mujhay sehnay do [01:25.94](Hoo ooo oo) [01:30.28]Ariyo [01:37.66]Hum tumhain nahi milay [01:42.13]Phool phir bhi hain khilay [01:45.98]To kya ho ga [01:52.70]Thi woh mulakaatain meri [01:57.51]Ghalti ab woh yaadein hain teri [02:01.50]Kaha saath dey [02:04.02]Sabar sey kaam ley [02:08.15]Itni Toh koshish ki Meinay [02:12.51]Hum sab ney dukh hain sahay [02:16.30]Kya hogaya [02:22.90]I don’t wanna know [02:25.70]Mujh sey na kaho [02:38.42]Sabar na kar paye [02:40.75]Hum shaid jaldion mein thay [02:42.47]Par tunay intezaar na kiya [02:44.31]Mujhe chornay mein [02:46.01]Kya tha uss main aesa [02:48.25]Jo na tha mujh mein [02:49.76]Aaj tak mujhe khabar milti hai [02:52.68]Abb tu bhi sun le