作词 : Vilen 作曲 : Vilen Ankhiyan mila ke na bairi Tu battiyan bujha ke na jaana Ratiyan jaga ke bhi tu mere saamne na ra Sakhiyan chidhaayen pal pal Meri saans chadaa ke na jaana Ratiyan jaga ke bhi tu mere saamne na ra Ankhiyan mila ke na bairi Tu battiyan bujha ke na jaana Ratiyan jaga ke bhi tu mere saamne na ra Sakhiyan chidhaayen pal pal Meri saans chadaa ke na jaana Ratiyan jaga ke bhi tu mere saamne na ra Na chaal sharaabi dekhunga Na baat nawaabi fekhunga Simple saada sun chhora tere haath main aaun na Tu kyoon itraave re chhori Tanne aankh bhi 'tha ke dekhun na Manne saaf rehen de mann mein mere mail chadhaave na Manne kaam bade sai karne Mere kaandhe pe bojh do baataan ka Sada izzat sai karwaani Kade naak kataani na Ankhiyan mila ke na bairi Tu battiyan bujha ke na jaana Ratiyan jaga ke bhi tu mere saamne na ra Sakhiyan chidhaayen pal pal Meri saans chadaa ke na jaana Ratiyan jaga ke bhi tu mere saamne na ra Telephone laga lena tu teri deewani ko Main jaan nahi maangu ban jaaun teri kahani jo Manne time nahi chhori deewani baaton ka Na aashiq main na karna koi shauk kharabi ka Ho jaungi teri tu tera rang chadha dena Dhal jaaungi tujh si jeene ka dhang bata dena Main tutya hoya glass sun Mujhmein jaam bhare kyoon khamekha Sab bikhra bikhra haandega Fir naam lagaiye na Ankhiyan mila ke na bairi Tu battiyan bujha ke na jaana Ratiyan jaga ke bhi tu mere saamne na ra Sakhiyan chidhaayen pal pal Meri saans chadaa ke na jaana Ratiyan jaga ke bhi tu mere saamne na ra