作词 : Shubham Pal 作曲 : Shubham Pal Koi karne ni deta hai aaram Mujhe bhand ghumne do Mattha jaam Mere bhejein main asuro ka paigaam Bhang ke gaya Kaam Mattha jaam mattha jaam mattha jaam Mattha mattha mera jaam Mattha Mujhe sone do paiso ki batti bana lo khonay do Boss ki maa ka boss mai paise kamake ronay do Ghar laata Jo paise sare m dedeta Zomato ko Glass m fait tu cheeni Faris bhai se Alfredo lo Mujhe ni rehna bhai capitalisam Main toh ji aalsi banda hu Hair color wali bandi ke peeche mai Therapy paise kyu bharra hu Chehre ki care mein Karra hu Gairo ke shehr mai banra hu Kho dunga khudko mai naklipanay mai Mai keto ki diet pe Palra hu Par! yeh saari bakchodi sher ki Arpit Bala wali Reel Maine story pe share ki Phir vo haray baal wali mujhko chutiya Bol gayi Khair, baap ke dilaaaye iPhone Se bolri Ek bhaaday ki personality leke ghumte log Mehnge jootay lelo toh joote choomne lagte log Ugtay Surajo ki chaat te baap bana le log Haath chodhne Waalo ke he haath milale log Harr ek bandi depression mai Harr ek bande ko pressure Mujhe karni ni naukari Mujhe karni ni hustle hai Kismat mai hoga, toh mere Paisa ayega chalkay Mera hogya, bhai sher Chala Osho ke Shrann Mai Mattha jaam Mere bhejein main asuro ka paigaam Jyotish ne bola agley saal Kaafi ghumunga, Ghuma Pareshaan Bhang ke bhosade gaya Kaam Mattha jaam mattha jaam mattha jaam Mattha mattha mera jaam Mattha Alas nhi karte hai bhai Alas nhi karte hai bhai Ram Ram bhai saryanay Man I feel like Ankit Baiyanpuria Aati rahengi kudiyaan Aati rahengi khushiya Jaati rahengi gudiyaan 75 hard, hai 70 bar, hai 36 chod, hai 36 Naar Hai mujhko kaam hai mujhko kaam hai mujhko flip karni yeh duniya Tera bhai maar sapaatay Marta chaatein 5 parthay Khakay Chale vahi baal kataanay Desi londe hatho se he baal banalay Gar mehfilay jamay toh mota Bill bithale Nil sannate illuminati maanay nahi Par beatein bhi toh saari ill uthaate Skill aur schemo ki baat Yaha kilo mai bar Kai rappero ghar bithade Humein bachpan se toda ni Kisi ne ladki Kya todegi Gardan ni jhuki, hai paisa kamaana Mai so lunga jab arthi Uthegi Saare bhai karay mujhe feel dekh ke Banay mere bhai nahi deal dekh ke Hip hop ke 14 hum banay ni aaj se Ya fir koi Rohan ki reel dekh ke Mujhe aaj ni banna itehaas hai banna Mujhe art hai karni mujhe hard nhi banna Nahi saarthi banna Banu rappero ka RD Sharma Man I feel like Ankit Baiyanpuria Aati rahengi kudiyaan Aati rahengi khushiya Jaati rahengi gudiyaan 75 hard, hai 70 bar, hai 36 chod, hai 36 Naar Hai mujhko kaam hai mujhko kaam hai mujhko flip karni yeh duniya