| [00:15.36] |
Main ravaa khayaalon mein main dooba |
| [00:19.83] |
Rubaroo mere savaalon ke? |
| [00:22.24] |
Jaanu na kya arzoo hai meri |
| [00:25.84] |
Kaarvaan yeh chalti saason ki |
| [00:30.92] |
Main ravaa |
| [00:31.97] |
Marodein kitne gend kaagazon ke pheke |
| [00:34.08] |
Thehre phaile mailey bhoomital Mein ki |
| [00:36.00] |
Bhoomika nibhaani kiski mujhko |
| [00:37.75] |
Poochhtach ye khud se khud ki khud ko |
| [00:39.80] |
Pustakon ke pannon men mai kabza |
| [00:41.87] |
Kiski pangtiyaan ye kiska jazba |
| [00:43.86] |
Garaj raha main prashno ka woh badal |
| [00:45.87] |
Kashmakash-E-zindagi ke Kaabil |
| [00:47.87] |
Shayad hi Saahil pe ilzaam du |
| [00:50.03] |
Naavik ko aashray ki aasha-dhoop |
| [00:52.00] |
Manzil Musafir ki aankhein kyu |
| [00:54.03] |
Sagar Siyasi mein toofan yu |
| [00:56.00] |
Inaayat hai lafzon ka mujh par |
| [00:57.92] |
Khwabeeda jhooton ko sach ban kar |
| [00:59.83] |
Vastavikta ke sheeshon par |
| [01:01.94] |
Vaar prahaar Daraar |
| [01:03.44] |
Main ravaa khayaalon mein main dooba |
| [01:07.81] |
Rubaroo mere savaalon ke? |
| [01:10.36] |
Jaanu na kya arzoo hai meri |
| [01:13.98] |
Kaarvaan yeh chalti saason ki |
| [01:18.86] |
Main ravaa |
| [01:35.89] |
Sangharshon ke Sangati mein rangat |
| [01:38.17] |
Fungus na lagte mujhpe main pathhar |
| [01:40.15] |
Rolling meri soch main schrodinger |
| [01:42.28] |
Yeh aag iztiraar fitrat |
| [01:43.94] |
Himmat hai Aankhon mein thoosey |
| [01:45.82] |
Meri Jootein tazurbey ka roop le |
| [01:47.92] |
Touche' Muhavaron ka Buffet |
| [01:49.78] |
Mere ootein Jahaaj registaan se poochhe |
| [01:52.07] |
Couple de etat ye rooh ki chipchipahat |
| [01:54.14] |
Kuchle kitne Shashano ki aahat |
| [01:56.16] |
Faislon ki saikadon adaalat |
| [01:58.05] |
Kathgharon mein kaid atke aadat |
| [02:00.14] |
Raahat shahadat mein saahas |
| [02:01.80] |
Ijazat ki baazuon mein takkar |
| [02:03.96] |
Kahavat ki sau sunaar ek lohaar |
| [02:06.01] |
Dhaar hai toh jaan aur main |
| [02:07.97] |
Main ravaa khayaalon mein main dooba |
| [02:11.73] |
Rubaroo mere savaalon ke? |
| [02:14.39] |
Jaanu na kya arzoo hai meri |
| [02:18.21] |
Kaarvaan yeh chalti saason ki |
| [02:24.84] |
Main ravaa |
| [02:26.13] |
|