[00:24.00]Teri khata hai mere jiya [00:30.00]Teri khata hai mere jiya [00:35.99]Unnpe bharosa kyun tune kiya [00:43.00] [00:44.98]Sab jhoothe jhoothe waade thhe unke [00:50.00]Chal peechhe peechhe aaya tu jinke [00:55.00]Woh piya aaye na [00:57.00]Woh piya aaye na [01:01.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na [01:06.00] [01:08.00]Ab sabhi unn khwaabon ki tu dagar chhod de [01:14.00]Ab sabhi unn khwaabon ko tu khud hi tod de [01:18.00]Woh piya aaye na [01:20.00]Woh piya aaye na [01:24.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na [01:30.00] [01:31.00]Teri khata hai mere jiya [01:37.00]Teri khata hai mere jiya [01:42.00] [02:18.00]Har khata ki hoti hai koi na koi sazaa [02:29.00]Gham likhe ho kismat mein to ban hi jaati wajah [02:41.00]Ab sabhi gham ashqon mein simat se gaye [02:47.00]Ab sabhi aansu palkon se lipat se gaye [02:52.00]Woh piya aaye na [02:54.00]Woh piya aaye na [02:58.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na [03:04.00] [03:28.00]Sach laga tha jo bewajah [03:30.50]Humko woh bharam ho gaya hai [03:34.00]Bhor aane thhe jis fasaane mein [03:37.00]Woh khatam ho gaya [03:39.00]Bhoole hum bhoole woh [03:42.00]Kaise sabse kahein baat yeh [03:48.00] [03:49.00]Ab chalo hum dheere dheere bihal se gaye [03:54.99]Ab chalo hum jaise bhi ho sambhal se gaye [03:59.50]Woh piya aaye na [04:01.00]Woh piya aaye na (woh piya aaye na) [04:05.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na [04:11.00]Woh piya aaye na [04:13.00]Woh piya aaye na [04:17.00]Piya aaye na woh.. piya aaye na [04:23.00] [04:24.00]Teri khata hai mere jiya [04:30.00]Teri khata hai mere jiya [04:35.00]Unnpe bharosa kyun tune kiya [04:43.00]