作词 : Subhi 作曲 : Subhi Cage Nigaahe thehari hai, betaab hai rasteein Mehangi duniya mein, Khwaab saste Dil Yeh Khali hai, par ghar sabke bhare Mein Toh Cage mein hu, aur tum ho khule Raat Mein Sapne Oodhe Khade Kadmo Ko Pankh mil gaiye Hawa mein doobe hum toh jag gaiye Bikhre aasmaan mein ja ghule… Ab toh chal pade hum khojne Ab toh chal diye hai dekhne Ab toh pairo ke tale hai bansuri si Jo baje jab hum ude Bol Bhari hai, Kalam halke Mashale Thak Gayi hai, rasta tak ke Dil Ulfataon mein hai, par upar se hase Mein toh cage mein hu, aur tum ho khule Lagte manzilon ke kafile Par paas aane pe badhte fasle Bhar di chabi na thake na ruke Upni aazadi inke naam pe Ab toh chal pade hum khojne Ab toh chal diye hai dekhne Ab toh pairo ke tale hai bansuri si Jo baje jab hum ude