|
Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya |
|
Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar |
|
Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar |
|
Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar |
|
Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya |
|
Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar |
|
Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar |
|
Kiya hai kiya hai maine bahut intezaar |
|
Intezaar. Intezaar. |
|
Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar |
|
Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar |
|
Mujhe yaadein aakar teri bechain bana jaati hai |
|
Aashiq ko ishq mein bas dua kaam aati hai |
|
Ye kaisa haal kiya tere pyaar ne bata |
|
Neend aati hai to aankhe meri bura maan jaati hai |
|
Chanda ki chandani pade tere tann pe |
|
Jalta hai mann mera prem ki agan me |
|
Aaja le chalu main tujhko saatve gagan pe |
|
Jiya nahin jaata mujhse aur iss tadpan me |
|
Karta hu intezaar karna chahta hu ikraar |
|
Tujhe dhundhu tere sheher mein |
|
De baitha hu main ishtehaar |
|
Yaa aar kar yaa paar haan |
|
Mujhe karke dekh pyaar haan |
|
Main saare vachan nibhaunga |
|
Main launda jamuna paar ka |
|
Mehshus karna chahta hu teri mithi saanson ko |
|
Aur kuch na dikhe itne paas teri aankhon ko |
|
Aagosh mein jo ghere baithe tere un haathon ko |
|
Tu phool hai gulaab ka to seh lu tere kaanton ko |
|
Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya |
|
Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar |
|
Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar |
|
Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar |
|
Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya |
|
Dekho dekho dekho dekho tujhse mere yaar |
|
Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar |
|
Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar |
|
Intezaar. Intezaar. |
|
Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar |
|
Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar |
|
My love is endless |
|
I want you give me your side |
|
I ride to the moon |
|
Don't you forget this I love you |
|
Always in my mind I just wanna see you through |
|
Karta hu main pyaar beshumaar beshumaar |
|
Socha na socho na mera pyaar beshumaar |
|
Abhi abhi aa gaya ve kar le ikraar main na manunga |
|
Abhi abhi aa gaya ve kar le ikraar main na manunga |
|
Dekho dekho dekho dekho ho raha hai kya |
|
Dekho dekho dekho dekho mujhse mere yaar |
|
Kabhi na kabhi na kabhi kar de ikraar |
|
Kiya hai kiya hai maine bahot intezaar |