Ek Din Jhagda Ek Din Pyar -Kumar Sanu/Sadhna Sargam Ek din jhagda Ek din pyar Ek din jhagda ek din pyar Achha lagta hai Ek din jhagda ek din pyar Achha lagta hai Dil mein ha lab pe inkaar Dil mein ha lab pe inkaar Achha lagta hai Ek din jhagda Ek din pyar Ek din jhagda ek din pyar Achha lagta hai Dil mein ha lab pe inkaar Dil mein ha lab pe inkaar Achha lagta hai Ek din jhagda Ek din pyar Jab tak na ho puri Dil ki har baat adhuri hai Pyar mein jaane jana Thodi takrar jaruri hai Jab tak na ho puri Dil ki har baat adhuri hai Pyar mein jaane jana Thodi takrar jaruri hai Paas kabhi dur chale jaane mein Aaye maza ruthne manane mein Muskurake yaar ko rulane mein Aaye maza chhedne satane mein Gusse mein has ke ikraar Achha lagta hai Ek din jhagda Ek din pyar Ek din jhagda ek din pyar Achha lagta hai Dil mein ha lab pe inkaar Dil mein ha lab pe inkaar Achha lagta hai Ek din jhagda Ek din pyar Har pal saath rahe hum Do char din ki judaai ho Ho sada hangama Thodi si kabhi tanhai ho Har pal saath rahe hum Do char din ki judaai ho Ho sada hangama Thodi si kabhi tanhai ho Chaaha tujhe chand mulakato mein Khoya raha main to teri baato mein Leke tera haath mere haatho mein Soyi kabhi jagi jawa raato mein Chori se chhupke didar Achha lagta hai Ek din jhagda Ek din pyar Ek din jhagda ek din pyar Achha lagta hai Dil mein ha lab pe inkaar O dil mein ha lab pe inkaar Achha lagta hai Ek din jhagda Ek din pyar Ho ek din jhagda Ek din pyar