Hey suno na Dil keh raha hai Lalach badi kubsoorat bala hai aaye aye dekho na Kiski duwa hai Aasman chule jo uska Khuda hai Roj naya khwaab dede zindagi Aise hasin sazza de Jannat jahan Jannat yahan Jannat jahan Jannat yahan Aye suno na Duniya ko kya hai Hum ne jo chaha Hum ne woh kiya hai Aye dehko na Jadu yeh kya hai Pathar ko chu ke mein ne sona kiya hai Roj naya khwaab dede zindagi Aise hasin sazza de Jannat jahan Jannat yahan Jannat jahan Jannat yahan Paisa jeene ki dua Paisa marne ka sama Paisa ka jadoo ajab Roj naya khwaab dede zindagi Aise hasin sazza de Jannat jahan Jannat yahan Jannat jahan Jannat yahan Jannat jahan Jannat yahan Aye suno na Aankho mein kya hai Dil ne jo chaha dil ko sab mil gaya hai aye