|
tumhi dekho na yeh kya ho gaya |
|
tumhara hoon main aur tum meri |
|
main hairaan hoon tumhen kya kahu |
|
ke din mein hui kaisi chaandani |
|
jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai |
|
khoyi khoyi zindagi |
|
tumhi dekho na yeh kya ho gaya |
|
tumhara hoon main aur tum meri |
|
behke behke se mann |
|
mehke mehke se tann |
|
ujli ujli fizzaon mein hai |
|
aaj ham hai jahaan |
|
kitni ranginiyan |
|
chhalki chhalki nigaahon mein hai |
|
neeli neeli ghataaon se hai chhan rahi |
|
halki halki roshni |
|
tumhi dekho na yeh kya ho gaya |
|
tumhara hoon main aur tum meri |
|
main hairaan hoon tumhen kya kahu |
|
ke din mein hui kaisi chaandani |
|
main toh anjaan thi yun bhi hoga kabhi |
|
pyar barsega yun toot ke |
|
sach yeh ikraar hai sach yahi pyar hai |
|
baaki bandhan hai sab jhuth ke |
|
meri saanson mein hai ghul rahi pyar ki |
|
dheemi dheemi raagini |
|
tumhi dekho na yeh kya ho gaya |
|
tumhara hoon main aur tum meri |
|
main hairaan hoon tumhen kya kahu |
|
ke din mein hui kaisi chaandani |
|
jaagi jaagi si hai phir bhi khwaabon mein hai |
|
khoyi khoyi zindagi |
|
tumhara hoon main aur tum meri |
|
yeh din mein hui kaisi chaandani |