作词 : Sultan 作曲 : BE8X Hunterz Ahaaan Ayoooo Sultan Sab machaa rahe hai na hum log hungama kartey hai hungama Kharchey hazaaro main Charchey bazaaro main Haara tha zindigi ne mujhe maara tha Jaaraha tha shayad mein pagal bichara tha Chiwingum chabaa raha tha Gaanaa mey gaa rahaa tha Gaadi bhagaa raha tha Disco dikhaa rahaa tha Sabki bajaa rahaa tha Chaatey hi jaa rha tha Aagey hum aaraha tha Hip hop humaara tha Tv pey aa rahaa tha kya Kismat hai futi ye sabko bataa raha tha Waqt accha aa rahaa tha Stage pey gaa rahaa thaa Mazaa bhi aa rahaa thaa Sabko sunaa rahaa tha Views bhi aa rahaa tha Badtey hi jaa rahaa tha Gaana bajaa rahaa tha Akela jaa rahaa thaa Koi naa sahaara thaa Rapper kehlaa raa tha Harr jagaa chaa raha tha Sabko bataa raha tha kyaa Mera bhaao zyada Bazaaro mey bika hu Abay waqt ki talaash thi Ab sey jo dikha hu Boll kitney din hua jo Rapping hai seekha tu Kya mein rapping sikha du Bas rap hi to seekha hu likha hu kitney gaaney Aaney de baytaa jisse Aana hai aaney Tu jaaney tera kaam jaaney Tere ghar waley mujhe Rappers ka sultan maaney Naajaaney jaaney anjaaney Nikley kaise dekho bayta hum Rap ko sajaaney Bajaaney jhooto ka dusshera Mein tera ujjada savera Baat saccha ye gehraa Chehre pe cheeraa Badaa raaz yeh rehraa Piche mud k to dekh Tera baap mein tehra Pichae mud ke to dekh Tera baap mein tehra Jo tehraa vo chodo Apne kaano ko kholo Sun ke rap mera Apne haato ko joodo Andaman ka ladka Rap karta hai dekho Terako nahi aata to Jaake baap ko bolo Hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Aee Hungama Hungama Hungama Hungama A a a a a a Kya public Lets go Haa bhot uppar Boley bhot hard mein Khaa ke dekho baytaa kabhi Chaai paani saath main Andaman ke sitare hai Chamaktey taarey hai Jaise raat main Koi bhi haalath main Bhai saare saath main Dum hai mere baat main Tu aajaa aukaad main Aaj party hai raat main Khaaney ko saath main Sab kuch millayga Fati to silegaa Main bomb wlaa Dhamaka hu Andaman ka local Apne shehar ka main Aaka hu Raaka hu main Khud ki zindigi se khela hu Itni abaadi hai phir bhi akela hu Pehlay main dheela tha Ab main nukeela hu Shabdo ko jodd jodd ke Banaata killa Shabdo se kheela hu Tabhii to kheela hu Main Chamkeela Furteela Josherla Jhatkerla Kharcheela Raseela Rangeela Sureela Zehreela rapper hu main Dekh baytaa kaha par hu main Aaj uppar hu main Rap kartaa 1 dum super hu main Ye shabdo ka khela Mere shabd jaise Rail ki patrii Lakdi ki ghatri Teri kyu fattri Meri is beat main Hungama ho raa hai Sabko jaagtey Naa koi soo raha hai Sabkoi hai hastey Hum sab samajhtey Sabko ko namaste Hit mera ye gaana Ab karo hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Hungama Aee Hungama Hungama Hungama Hungama A a a a a a Aee Hungama Hungama Hungama Hungama Sultan