Kabhi me kehta khudiko bas ab, Chodke sab chalejaa tu bhi daftar, Warna halaat hojaayegi battar, Me sab karna chahta par bacha nahi hai waqt ab, Na hota kisse sampark, Mauke kaafhi mile par ab karna khudike dumpar, Taufhe deke wo chahte ke Banu me unka naukar, Inhe pata nahi khaayi Maine kitni hai thokar, Maa hospital me sokar dawai ke Ni hai paise, Kya bechu me bhi drugs ab mere doston ke jaise, Karna unhe bhi nahi hai par unki bhi hai majboori, Sabka man yehi kehta hai karni nahi mazdoori, Na lagta man ab kisime Yaha Par har ek bande ka Sapna band hai kisime Ladne ka sabko shauk par kya apnapan hai kisime, Nafrat ke aage bhot kuch hai dafnakar dekh Khushi se, To Kahu me khudi se, Ke tu nahi ab weak hai, Wohi gaane hai likhe, Jo kabhi mujhpe the beete, Aatmasaaman ko khoke na manngi kisise bheek hai, Aankho me mere aansu aur haathon me mere weed hai, Baaton me mere seekh hai aake mujhse tu seekhle Baap Ko mujhse ashaye kehta alag ye league se Rapper Lage hai race me mujhe na jodo List me Mujhe pata kya Hoti hai bhukh Kya Hoti hai mistake, Khudipe rakhu yakeen na Banu fakeer Me karunga wish nahi, Tujhise mujhe hai ched to bolo na bheed me karunga diss nahi Dena chahte mujhe deal me Jodu ab hath aur bola ke plz nahi Kaise me Dunga ye cheez ye meri hai zindagi mera ye geet nahi लाला you gotta believe me, haa Fhir bhi, Paiso ke peeche tu ho chuka Pagal ab tere paas bacha hai Dil nahi Tera kya maksad mujhe to Lage wo thik nahi Umar ab meri hai ekees Baat me karta hu tees ki Baat mein karunga badi, Tu na Mera buddy, Tu na mera colleague, Me de dunga bali, Me karunga katal, Na Kare Gareeb, Hai mere mein zameer, Hai mere me kami ni, Banda me kavi, Hai tu mera enemy, Na hai to better be, Shaanti se baith Abhi, Jo tu hai negative, Karunga cut abhi, Tu bhi to dekh Abhi kitna hai Paani me uhh, Dega tu b.t to kahunga jhooth Ni karunga Duck Abhi, Tu ho chuka sell Abhi, Tera na bacha Zameer, Aasman hai mera hai sar pe, Pairo ke neeche zameen, Shabdo se deta Sukoon, Banda me Bana hakeem, Maa bole mujhe tu likh, Tujhe to Banna hai king, Tabhi me Bana shaukeen, Bana De de money Co in, Mujhe na pata tu Kaun, To karo tum phone bhi nahi, Soya na kitne dino se me Aankho me mere hai neend, Lekin ye dream mujhe na sonedeta Meto saari cheezo pe hu keen, Bolu ameen, Buri cheeze Karu kill, Rahi cheeze nahi mil, To leke Chalu me umeed, Khudipe mujhe yakeen Logo ki merepe Nazar hai kaise hum Kheeche isse neeche b Chodi na Mene koi kasar hai Kalam ki kadar hai naso me ink Laaya akelene chopper hai Haq se me mangu to bole ye mean Khudipe mujhe yakeen Yakeen Khudipe mujhe yakeen Yakeen