作词 : Javed Akhtar 作曲 : Jatin - Lalit Suniye to Rukiye to Kyun hai khafa Arre kahiye to Aisi kya jaldi jaane ki ... o o o Deewana hoon maana Suniye deewane ki Suniye to Rukiye to Kyun hai khafa Arre kahiye to Aisi kya jaldi jaane ki ... o o o Deewana hoon maana Suniye deewane ki O o o ... o o o ... o o o Yeh shaam ka dilkash manzar Yeh saahil aur samandar Kehte hai aap na jaayein Hum par yeh karam farmayein Yeh shaam ka dilkash manzar Yeh saahil aur samandar Kehte hai aap na jaayein Hum par yeh karam farmayein Suniye to Kehti hai balkhaati leharein ... o o o Aap zara kuch der to theharein ... o o o Suniye to Rukiye to Kyun hai khafa Arre kahiye to Aisi kya jaldi jaane ki ... o o o Deewana hoon maana Suniye deewane ki Ithlaati shok hawayein Bheegi rangeen fizayein Jo aapko dekhe jaayein To seekhe aur adayein Ithlaati shok hawayein Bheegi rangeen fizayein Jo aapko dekhe jaayein To seekhe aur adayein Suniye to Yeh zulfein jo dekhe baadal ... o o o Saare baras barse woh pagal ... o o o Suniye to Rukiye to Kyun hai khafa Arre kahiye to Aisi kya jaldi jaane ki ... o o o Deewana hoon maana Suniye deewane ki Hey suniye to Rukiye to Kyun hai khafa Arre kahiye to Aisi kya jaldi jaane ki ... o o o Deewana hoon maana Suniye deewane ki O o o ... o o o ... o o o