Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye Kyun Bichhadna Hai Zaroori Yeh Sawaal Aaye Teri Nazdeekiyon Ki Khushi Behisaab Thhi Hisse Mein Faasle Bhi Tere Bemisaal Aaye Main Jo Tumse Door Hoon Kyun Door Main Rahoon Tera Guroor Hoon… Aa Tu Faasla Mita Tu Khwaab Sa Mila Kyun Khwaab Tod Doon Ooo Ooo Ooo… Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye Kyun Judaai De Gaya Tu, Yeh Sawaal Aaye Thoda Sa Main Khafa Ho Gaya Apne Aap Se Thoda Sa Tujhpe Bhi Bewajah Hi Malaal Aaye Hai Yeh Tadpan, Hai Yeh Uljhan Kaise Jee Loon Bina Tere Meri Ab Sab Se Hai Anban Bante Kyun Yeh Khuda Mere Hmm Mmm... Yeh Jo Log Baag Hain, Jungle Ki Aag Hain Kyun Aag Mein Jalun... Yeh Nakaam Pyaar Mein Khush Hain Yeh Haar Mein In Jaisa Kyun Banun Ooo Ooo Ooo… Raatein Dengi Bata Neendon Mein Teri Hi Baat Hai Bhoolun Kaise Tujhe Tu Toh Khayalon Mein Saath Hai Bekhayali Mein Bhi Tera Hi Khayaal Aaye Kyun Bichhadna Hai Zaroori Yeh Sawaal Aaye Ooo Ooo Ooo… Nazar Ke Aage Har Ek Manzar Ret Ki Tarah Bikhar Raha Hai Dard Tumhaara Badan Mein Mere Zeher Ki Tarah Utar Raha Hai Nazar Ke Aage Har Ek Manzar Ret Ki Tarah Bikhar Raha Hai Dard Tumhaara Badan Mein Mere Zeher Ki Tarah Utar Raha Hai Aa Zamaane Aazma Le Roothta Nahin Faaslon Se Hausla Yeh Toot Ta Nahin Na Hai Woh Bewafa Aur Na Main Hoon Bewafa Woh Meri Aadaton Ki Tarah Chhoot Ta Nahin…