Jabse hua tere nazdeek hai Dil ke mohalle mein sab theek hai Jabse hua tere nazdeek hai Dil ke mohalle mein sab theek hai Zara sa kitaabon mein kam dhyan hai zyada tere khayalon mein hai Tujhse joh milke maza hai kahan woh ganit ke sawaalon mein hai Karke gustakhiyan maange na maafiyan Teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya Karke gustakhiyan maange na maafiyan Teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya Cycle par leke jaunga Samose garam khilaunga Main kar vaada shanivaar ko Bhagwan ke bharose Chhod ke samose Bhool jayein somvaar ko Tere liye ghar se nikalti hoon Jab kehta hai milti hoon Gharwalo se chupke tujhe Parwah nahi hai meri Zyadati hai teri Kya samajh rakha hai pyar ko Tujhe kis tarah bataun main kitna zaroori tera pyar hai Mere andhiyare se jeevan mein tu hi safedi ki chamkar hai Karke gustakhiyan maange na maafiyan Teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya Jag ko main genius lagta hoon Chehra yeh serious rakhta hoon Andar se dil phenk hoon Maana hoon chote ghar ka Jeb se hoon kadka Ladka main bada hi nek hoon Tere chehre pe saare marte hai Baaki ladke bhi vaade karte hai Lekin nibhate nahi Mauke pe kaam aaye Vaada joh nibhaye Eklauta main hi ek hoon Mat ghabarana mahurat hamare milan ka nikat hai piya Bas ek googly se papa ka tujhko girana wicket hai piya Karke gustakhiyan maange na maafiyan Teri chahat ne badla mere dil ka jugraafiya