Jab tak tujhe pyar se Beinteha main bhar na doon Jab tak main duaaoon sa Sau dafa tujhe padh na loon Haan mere paas tum raho Jaane ki baat na karo Mere saath tum raho Jaane ki baat na karo Tum aa gaye baazuon mein mere Sau savere liye Sau savere liye Haan baadalon se utaara gaya Tumko mere liye Sirf mere liye Jab tak meri ungliyan Tere baalon se kuch keh na le Jab tak teri lehar mein Khwahishein meri beh na le Haan merе paas tum raho Jaane ki baat na karo Mere sath tum raho Jaanе ki baat na karo