Shaayad

Song Shaayad
Artist Taba Chake
Album Bombay Dreams

Lyrics

作词 : Sasha Alahm/Taba Chake
作曲 : Taba Chake
Shaayad main hi hun
Shaayad main nahi
Hua kyaa na jaana
Jaane yeh raaste le jaate hain kahaan pata na
Yun hi bas chal pada, mujhko kuch bhi khabar nahi
Main hun ek musaafir, humsafar bhi nahi
Inmein bhi main hi hoon. Inmein bhi main nahi.
Mujhe yeh hua kya, kuch pata hi nahi.
Sheeshe ki raah pe chalke, dhoonde ab manzilein hum
Gir pade jo toh girne do, hausle toote nahi
Zindagi aasaan hoti hi hai kahan
Yeh faasle jo darmiyan, dooriyaan, yeh doriyaan
Zindagi aasaan hoti hi hai kahan
Yaaron, yeh kaisi hain aakhir majbooriyaan, majbooriyaan

Pinyin

zuò cí : Sasha Alahm Taba Chake
zuò qǔ : Taba Chake