Allah wohi hai tau na muztir ho Jab maayusi dilon pe chhaa jaati hai Dushman se bhi naam tera japwaati hai Allah wohi hai tau na muztir ho Mumkin hai ke sukh mein bhul jaaen itfaal Lekin unhein dukh mein maan hi yaad aati hai Allah wohi hai tau na muztir ho