|
Hey Ek Aisa Tha Raja |
|
Ek Tha Gaaw Jaha Ka |
|
Ek Aisa Tha Raja |
|
Sabke Dilo Mein Vo Rahta Tha |
|
Uske Jaisa Koi Nahi Tha |
|
Ek Tha Gaaw Jaha Ka |
|
Ek Aisa Tha Raja |
|
Sabke Dilo Mein Vo Rahta Tha |
|
Uske Jaisa Koi Nahi Tha |
|
Gaaw Mein Sabhi Ke Chehare |
|
Phulo Ki Tarah Khilte The |
|
Gaaw Mein Sabhi Ke Chehare |
|
Phulo Ki Tarah Khilte The |
|
Khushiyo Bhari Thi Duniya |
|
Pyar Ke Diye Jalte The |
|
Har Ghar Uska Tha Apna Ghar |
|
Sabke Liye Wo Ek Barabar |
|
Sukh Aur Dukh Mein |
|
Sabka Saathi Wo Banata Tha |
|
Uske Rahte Har Din Mela Tha |
|
Ek Tha Gaaw Tha Jaha Ka |
|
Ek Aisa Tha Raja |
|
Ek Tha Gaaw Jaha Ka |
|
Ek Aisa Tha Raja |
|
Sabke Dilo Mein Vo Rahta tha |
|
Uske Jaisa Koi Nahi Tha |
|
Ek Tha Gaaw Jaha Ka |
|
Ek Aisa Tha Raja. |