Patang sang ud gaya bachpan Jhanak jhanak mann dagar suhani re Ladakpan aaya aab toh Kasak masak yeh kya mastaani re Are kya haay jawaani ki hoti hai yahi nishaani re Ki chitwan tirchi tirchi huyi jaaye Haan aayi jawaani re Ho jawaani aayi, saath mein laayi Pawan ke sang sang, har ang chale hichkole le ke Gagan ke rang se, ude hai taqreer Lagi humraahi, chali purwaayi Main hoon tera Romeo, tu meri hai wohi Juliet Are main Ranjha tera, tu meri hai Heer Soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawaani Ke jo na main na hoon tere sang, to phir kis kaam jawaani Are woh nahi jaante hoti kis kaam jawaani Tabhi to hoti hai har baar yeh badnaam jawaani Soniye mil ja mele mein, ke iska naaam jawaani Are ke aaja meri jaan, ki na main Musalman na Hindu jaisi koyi bat hu Are mein prem khajaane ka hoon pehredaar Are ho khabardaar aashiq ki jaat hoon Hey Banaras ke ikke mein ho gangatir chalenge Barf ki dhoop sungane are Kashmir chalenge Are kaise bhi ho haalaat main tujhko ghuma laau Baghdaad Yeh mera waada jaanam Are yeh chunari Bikaaner, ki surma jhumka mehandi Yeh mera waada jaanam Soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawaani Ke jo na main na hoon tere sang, to phir kis kaam jawaani Are woh nahi jaante hoti kis kaam jawaani Tabhi to hoti hai har baar yeh badnaam jawaani Soniye mil ja mele mein, ke iska naaam jawaani Are Khurja ki khurchan, are Mathura ke pedhe Revadi Meerut wali, chaat daree baanki laayega - aha Are main hukam karu to door Arab se pura baag khajoor laad ke Aangan mein bahrpur tu mere lagwaayega Are lagwaayunga lagwaayunga lagwaayunga lagwaayunga.......... Toh phir tu mil ja mele mein, ke iska naam jawaani Nahi yeh chhota masala bahot bada hai kaand jawaani Are yeh sarpat sarpat ghori meri jaan jawaani Are yeh ghar ki murgi nahi yeh chhutta saand jawaani Soniye mil ja............. Soniye mil ja, mil ja, mil ja, mil ja, mil ja....... Soniye mil ja - 2